Welcome to our Website of Urdu poetry, where emotions and Feelings are described gracefully in Beautiful and Heart touching strings of words. Dive into the depths of heartache and feel the emotions with our collection of sad poetry in Urdu 4 lines. Feel the pain of your loved one’s loss in sad poetry, and words. Each word and line weaves a tapestry of emotions that speak to the soul in whispers.
Here you read and enjoy two-line Urdu poetry, and discover the new Feeling with beauty of love and longing. Let the simplicity of each word and Line paint a vivid picture of romance, capturing moments that are lighter in the heart long after they’ve passed. Our collection of love poetry in Urdu is full of romantic feelings to the timeless couple’s bitter-sweet symphony of human connection.
Poetries in Urdu Romantic and Attitude
Explore the rich flavor of Urdu poetry in 2 lines, where every line is full of emotions to the right view of the human spirit. Urdu poetry for friends show love and respect for friend and make friendship more strong. urdu poetry attitude describes the attitude of humans that self-respect is more important in life.
تمہارے واسطے کئی شعر بے وزن کیے میں نے
جہاں “تو” لگتا تھا وہاں ” آپ” لگایا میں نے
Tumahray Wastay Kayi Shair Be Wazan Kiye Mein Ne
Jahan” To” Lagta Tha Wahan” Aap” Lagaya Mein Ne
یونہی بس بول دیتا ہوں، طبیعت ٹھیک رہتی ہے
وگرنہ وہ اُداسی ہے کلیجہ منہ کو آتا ہے
Yuhin Bas Bol Deta Hon, Tabiyat Theek Rehti Hai
Wagerna Woh Udasi Hai Kaleja Mun Ko Aata Hai
ہزاروں عیب تھے مجھ میں مجھے معلوم تھا یہ بھی
مگر ایک شخص نادان تھا مجھے انمول کہتا تھا
Hazaron Aib Thay Mujh Mein Mujhe Maloom Tha Yeh Bhi
Magar 1 Shakhs Nadaan Tha Mujhe Anmol Kehta Tha
ابھی تم ہو کبھی ہم تھے یہی دستور دنیا ہے
کسی کی آنکھ کا تارا ہمیشہ کون رہتا ہے
Abi Tum Ho Kabhi Hum Thay Yahi Dastoor Duniya Hai
Kisi Ki Aankh Ka Tara Hamesha Kon Rehta Hai
Urdu Poetry 2 lines romantic
عشق ہے عشق تو اک روز تماشا ہوگا
آپ جس منہ کو چھپاتے ہیں دکھانا ہوگا
Tairay Qareeb Aa Ke Barri Uljhano Mein Hon
Mein Dushmanon Mein Hon Ke Tre Doston Mein Hon
تیرے قریب آ کے بڑی الجھنوں میں ہوں
میں دشمنوں میں ہوں کہ ترے دوستوں میں ہوں
Ishhq Hai Ishhq To Ik Roz Tamasha Hoga
Aap Jis Mun Ko Chupatay Hain Dikhnana Hoga
کسی اور کا ہاتھ میں تھام لُوں کیسے
وہ اگر کہیں تنہا مِل گیا تو کیا کہوں گا
Kisi Aur Ka Haath Mein Thaam Lon Kaisay
Woh Agar Kahin Tanha Mil Gaya To Kya Kahoon Ga
تیرا ملنا خوشی کی بات سہی
تجھ سے مل کر اداس رہتا ہوں
Tera Milna Khushi Ki Baat Sahi
Tujh Se Mil Kar Udaas Rehta Hon
چھوٹی سی بے رخی پہ شکایت کی بات ہے
اور وہ بھی اس لئے کہ محبت کی بات ہے
Choti Si Be Rukhi Pay Shikayat Ki Baat Hai
Aur Woh Bhi Is Liye Ke Mohabbat Ki Baat Hai
شام تک صبح کی نظروں سے اتر جاتے ہیں
اتنے سمجھوتوں پہ جیتے ہیں کہ مر جاتے ہیں
Shaam Tak Subah Ki Nazron Se Utar Jatay Hain
Itnay Samjhoton Pay Jeetay Hain Ke Mar Jatay Hain
سر جس پہ نہ جھک جاۓ اُسے در نہیں کہتے۔۔۔۔
ہر در پہ جو جھک جاۓ اُسے سر نہیں کہتے۔۔۔۔۔
Kya Tujh Ko Jahan Walay Setamgar Nahi Kehte.
Kehte To Hain Lekin Tairay Mun Par Nahi Kehte
کیا تجھ کو جہاں والے ستمگر نہیں کہتے۔۔۔۔
کہتے تو ہیں لیکن تیرے منہ پر نہیں کہتے ۔۔۔۔
Sir Jis Pay Nah Jhuk Jay Ussay Dar Nahi Kehte.
Har Dar Pay Jo Jhuk Jay Ussay Sir Nahi Kehte.
Urdu Poetry Love 2 lines
مجھ سے بچھڑ کے تو بھی تو روئے گا عمر بھر
یہ سوچ لے کہ میں بھی تری خواہشوں میں ہوں
Mujh Se Bhichar Ke To Bhi To Roye Ga Umar Bhar
Yeh Soch Le Ke Mein Bhi Tri Khawahishon Mein Hon
مسیح و خضر کی عمریں نثار ہوں اس پر
وہ ایک لمحہ جو یاروں کے درمیاں گزرے
Maseeh O Khizar Ki Umrein Nisar Hon Is Par
Woh Aik Lamha Jo Yaaron Ke Darmia Guzray
میں چاہوں تو تجھے آج ہی منا لوں
پر تو وہ رہا نہیں جو پسند تھا مجھے
Mein Chahoon To Tujhe Aaj Hi Mana Lon
Par To Woh Raha Nahi Jo Pasand Tha Mujhe
تو رہ سکتا تھا میری پسند کا اگر میرے پاس ہوتا
جن کے پاس تو ہے وہ پہلے ہی ناپسند تھے مجھ کو
To Reh Sakta Tha Meri Pasand Ka Agar Mere Paas Hota
Jin Ke Paas To Hai Woh Pehlay Hi Napasand Thay Mujh Ko
وہ ایک ایک قدم مجھ سے دور ہوتا گیا
اسے پتہ تھا یہ سب ایک دم نہیں کرتے
Woh Aik Aik Qadam Mujh Se Daur Hota Gaya
Usay Pata Tha Yeh Sab Aik Dam Nahi Karte
گو ہمسفر تھے مگر جب کسی نے پوچھا تو
وہ مجھکو دیکھ کے کہتا رہا، علیحدہ ہے
Goo Hamsafar Thay Magar Jab Kisi Ne Poocha To
️Wo Mujhkoo Dekh Ke Kehta Raha, Alehda Hai
میں نے اُس وقت میں خود کو اکیلے سمبھال لیا،
جس وقت میں لوگ اکثر خودکشی کر لیتے ہیں۔
Mein Ne Uss Waqt Mein Khud Ko Akailey Sumbhaal Liya ,
Jis Waqt Mein Log Aksar Khudkushi Kar Letay Hain .
سب لوگ سمجھنے پہ بھی قادر نہیں ہوتے
کچھ ہم بھی خدوخال سے ظاہر نہیں ہوتے
Sab Log Samajhney Pay Bhi Qadir Nahi Hotay
Kuch Hum Bhi Khadd-O-Khaal Se Zahir Nahi Hotay
اول تو میسر ہی نہیں ہوتے کسی کو
خوش بختی سے مل جائیں تو وافر نہیں ہوتے
Awwal To Muyassar Hi Nahi Hotay Kisi Ko
Khush Bakhti Se Mil Jayen To Waafar Nahi Hotay
میں اپنے مسائل میں اکیلا ہی تھا بس
مجھے کسی نے نہیں کہا میں ہوں نا
mein –apne masail mein akela hi tha bas
mujhe kisi ne nahi kaha mein hon na
2 thoughts on “Urdu Poetry 2 Lines Text Copy Paste – Urdu Poetry In Urdu Text”