Eid Mubarak Wishes for Friends and Love 2024
Welcome to this collection of Eid Poetry in Urdu 2 Lines is collected for you to make your Eid day special, this Eid Poetry is enough to change your mode and wish happy Eid Mubarak to your family and friends. Share this Eid poetry in Urdu with your friends and family and wish them Eid Mubarak with beautiful Urdu poetry lines. Hope You enjoy the Eid Shayari Urdu. We collect the best Eid Shayari In Urdu that makes your Eid wishes more beautiful. Share our Eid Sad Poetry Collection with your friends who are not with you on this Eid.
وہ بڑے لوگ تھے صاحب
چھوٹی عید پر کیسے آتے ؟
Woh Barray Log Thay Sahib
Choti Eid Par Kaisay Atay ?
دو گھڑی تری دید ہوجائے
اپنی بھی عید وید ہو جائے
Do Ghari Tri Deed Hojaye
Apni Bhi Eid Wayad Ho Jaye
عید کے دن جب بھی قریب دیکھے
میں نے اکثر اداس غریب دیکھے
Eid Ke Din Jab Bhi Qareeb Dekhe
Mein Ne Aksar Udaas Ghareeb Dekhe
جن کے بغیر شام تک نہ گزرتی تھی
ان کے بغیر عید گزاردی ہم نے
Jin Ke Baghair Shaam Tak Nah Guzarti Thi
Un Ke Baghair Eid Gzardi Hum Ne
ٹھیک ہے عید ہے بھائی
پر اداسی کو مار ڈالوں کیا؟
Theek Hai Eid Hai Bhai
Par Udasi Ko Maar Daloon Kya ?
عید پھیکی لگ رہی ہے عشق کی تاثیر بھیج
آگلے لگ! یا لباس عید میں میں تصویر بھیج
Eid Pheeki Lag Rahi Hai Ishhq Ki Taseer Bhaij
Ay Galy Lag Ya Libaas Eid Mein Mein Tasweer Bhaij
مصروف ہے خلق عید کی تیاریوں میں
اور میں فکر مند ہوں ہر ایک سے ہنس کر ملنا ہوگا
Masroof Hai Khalq Eid Ki Tayario Mein
Aur Mein Fikar Mand Hon Har Aik Se Hans Kar Milna Hoga
مصروف ہے خلق عید کی تیاریوں میں
اور میں فکر مند ہوں ہر ایک سے ہنس کر ملنا ہوگا
Masroof Hai Khalq Eid Ki Tayario Mein
Aur Mein Fikar Mand Hon Har Aik Se Hans Kar Milna Hoga
کبھی عید منایا کرتے تھے
اب عید گزارا کرتے ہیں
Kabhi Eid Manaya Karte Thay
Ab Eid Guzaraa Karte Hain
رسم دنیا ہے نبھا لیتے ہیں
عید آتی ہے منا لیتے ہیں
Rasam Duniya Hai Nibha Letay Hain
Eid Aati Hai Mana Letay Hain
کل عید کا دن ہمیں پھر سے رُلائے گا
مرشد
کچھ بچھڑے ہوئے لوگوں کی پھر سے
یاد دلائے گا
Kal Eid Ka Din Hamein Phir Se Rulay Ga
Murshid
Kuch Bichhre Hue Logon Ki Phir Se
Yaad Dilay Ga
گردشِ ماہ کے ہم نہیں پابند
عید کر لیں گے جب خوشی ہوگی
Gardish-E Mah Ke Hum Nahi Paband
Eid Kar Len Ge Jab Khushi Hogi
1 thought on “Eid ul Fitr Poetry in Urdu – Eid Mubarak Wishes”